Never Stop Learning!

Seekhna kabhi mat chhoro, kiun ke jis din aap seekhna band kar dete hain, us din aap apni taraqqi ko mehdood kar dete hain. Aaj jo kuch aap seekhte hain, wahi kal aapki kamyabi ki bunyaad banta hai.